Har zarrre mein basi ek soch hain
Har zarrre mein basi ek soch hain
dil ki awaaz na sune woh dimag hain
dimag se dil ka koi mail nahi
Har zarrre mein basi ek soch nayi
dil ki awaaz na sune woh dimag hain
dimag se dil ka koi mail nahi
Har zarrre mein basi ek soch nayi
Ek Faisala jo mujhe karna hain
kya dil ki sunu ya dimag ki
dimag se dil ka koi mail nahi
Har zarrre mein basi ek soch nayi
kya dil ki sunu ya dimag ki
dimag se dil ka koi mail nahi
Har zarrre mein basi ek soch nayi
Na jane kya hoga faisla ab
par faisla to hoga dil se ab
kuch faisle dil se lena hi sahi hai ab
galat ho sakte hai dimag k liye ruka jaye tab
par faisla to hoga dil se ab
kuch faisle dil se lena hi sahi hai ab
galat ho sakte hai dimag k liye ruka jaye tab
kyo ki…
dimag se dil ka koi mail nahi
Har zarrre mein basi ek soch nayi
Har zarrre mein basi ek soch nayi
ye sunta aaya hoon har pal kahi
buddhiman wahi jo chale dimag se hi
par jab dil ko kuch ho jaye
tab dimag ka chalna hi ruk jaye
buddhiman wahi jo chale dimag se hi
par jab dil ko kuch ho jaye
tab dimag ka chalna hi ruk jaye
dil me basa ek pyaar hain
dimag me basi ek soch hain
soch ke kabhi pyaar nahi hota
dimag se dil ka mail nahi hota
dimag me basi ek soch hain
soch ke kabhi pyaar nahi hota
dimag se dil ka mail nahi hota
isiliye…
dimag se dil ka koi mail nahi
Har zarrre mein basi ek soch nayi
Har zarrre mein basi ek soch nayi
Mai kon hoon
Mai hoon woh aag jo jwala banana cahe
Mai hoon woh boond jo sagar banana cahe
Mai hoon woh panchi jo baaz banana cahe
Mai hoon woh soch jo awaaz banana cahe
Mai hoon woh boond jo sagar banana cahe
Mai hoon woh panchi jo baaz banana cahe
Mai hoon woh soch jo awaaz banana cahe
Mai hoon woh safar jo manjil banana cahe
Mai hoon woh kiran jo roshini banana cahe
Mai hoon woh dhadkan jo jindagi banana cahe
Mai hoon woh nasha jo har zarre mai samana cahe
Mai hoon woh kiran jo roshini banana cahe
Mai hoon woh dhadkan jo jindagi banana cahe
Mai hoon woh nasha jo har zarre mai samana cahe
Fir bhi ek he swaal aur ek he jawaab
Jo mai sochta hoon wahi mai karta hoon
Wahi soch hai meri jo sochti hai mai kon hoon..
Wahi soch hai meri jo sochti hai mai kon hoon..
Mai hoon woh tanhai jo samaa bandhana cahe
Mai hoon woh kali jo phool banana cahe
Mai hoon woh dor jo judana cahe
Mai hoon woh zameen jo aasmaan se milna cahe
Mai hoon woh kali jo phool banana cahe
Mai hoon woh dor jo judana cahe
Mai hoon woh zameen jo aasmaan se milna cahe
Mai kon hoon…Yahi hoon mai
Jo mai sochta hoon wahi mai karta hoon
Wahi soch hai meri jo sochti hai mai kon hoon..mai kon hoon
Jo mai sochta hoon wahi mai karta hoon
Wahi soch hai meri jo sochti hai mai kon hoon..mai kon hoon
Nayi Shuruwat
Khatm hui wo raat
Ab hui nayi shuruwat
Ab hui nayi shuruwat
Har zarre k woh raaj
Jo khulenge aaj
Jo khulenge aaj
Thumb si gayi thi zindagi
Sapno pe aa gayi thi pabandi
Sapno pe aa gayi thi pabandi
Gardish mein the saare
Raat mai chup gaye the taare
Raat mai chup gaye the taare
Subah dekhna unhe mushil hua
Suraj apne tapann mein raha
Suraj apne tapann mein raha
Chand kuch na kar sake
Daag uske meeth na sake
Daag uske meeth na sake
Fir aayi nayi subah
Beeti raat hui fanaah
Beeti raat hui fanaah
Din ne raat se kiya milaap
Milke dikhaye sapne aur poore kare aaj
Milke dikhaye sapne aur poore kare aaj
Khatm hui wo raat
Ab hui nayi shuruwat
Ab hui nayi shuruwat
Pehli Mulakaat
Jis din k liye woh kabse tha ruka
Woh din usse aaj aa mila
Woh din usse aaj aa mila
Din ki aaj kya baat thi
Laayi apne saath ek khoobsurat si pari thi
Laayi apne saath ek khoobsurat si pari thi
Un dono ne pehle sms aur fone pe ki baat
Par aaj un dono ki woh pehli mulakaat
Par aaj un dono ki woh pehli mulakaat
Sama tha shaant
Baithe dono jaha tha ekaant
Baithe dono jaha tha ekaant
Soch rahe the dono kaisi se shuru kare baat
Dono ki thi woh pehli mulakaat
Dono ki thi woh pehli mulakaat
Kuch tha jo ladke ne jana
“pata nahi” aur “Hmm” ka woh naya afsana
“pata nahi” aur “Hmm” ka woh naya afsana
Fir hui shaam ki shuruwat
Ghar ja rahe the dono ek saath
Ghar ja rahe the dono ek saath
Bijli ne lagayi apni awaaz
Darr kar garje saare baadal ek saath
Darr kar garje saare baadal ek saath
Barsaat ne kiya apne aane ka aagaas
Bheege dono aur aa gaye paas
Bheege dono aur aa gaye paas
Thand se ladka raha tha kaap
Liya uskne ladki ka haath thaamb
Liya uskne ladki ka haath thaamb
Ladki ka hichkichana
Ladka hua deewana
Ladka hua deewana
Unki har ada me thi kuch baat
Ye hai unki pehli mulakaat
Ye hai unki pehli mulakaat
Khatm hua din khatm hui sham
Ruk gayi barsaat Aa gayi raat
Ruk gayi barsaat Aa gayi raat
Reh gaye dono bekhabar
Aa gaya ladki ka ghar
Aa gaya ladki ka ghar
Li dono ne gehri saas
Kaha “Phir milenge” jaise aaj ka din beeta kuch khaas
Kaha “Phir milenge” jaise aaj ka din beeta kuch khaas
Chaahat
Dil na jane kitna chahata hai tumhe..
Par na jane itna kyon khamosh ho tum hamse..
Par na jane itna kyon khamosh ho tum hamse..
Dil ka milna to reh gaya kaafi door
Jab tak kai mulaakate na ho huzoor..
Jab tak kai mulaakate na ho huzoor..
Dil ka to hai bus ek he dustoor
Dil chahe bus tumhi ko huzoor..
Dil chahe bus tumhi ko huzoor..
Baithe baithe akele mai yahi sochta hoon
Tum saath hote to kaisa hota suroorrr..
Tum saath hote to kaisa hota suroorrr..
Palke jhuka kar hum jab bhi likhna shuru karte hai
Nazar aati to bus aapki ek parchai hai
Nazar aati to bus aapki ek parchai hai
Parchai se hum hamesha poochte hai
Saath kyon na laye woh apni roooh hai..
Saath kyon na laye woh apni roooh hai..
Dil dhadke ga hamesha us rooh k liye
Dil na jane kitna chahata hai tumhe..
Dil na jane kitna chahata hai tumhe..
Aaj maine ye hai likha
Tu jo mere saamne hai kadhi
Na jane sawaalo ki lagi jhadi
Na jane sawaalo ki lagi jhadi
Teri aakhein kuch num is thi
Saare sawalo k jawaab de rahi thi
Saare sawalo k jawaab de rahi thi
Pehle na maine tujhe kabhi aise dekha
Na he kabhi pehle aise mehsos kia
Na he kabhi pehle aise mehsos kia
Kehna to tum bhi bahot kuch cahte ho
Lekin hum samajh nahi pa rahe tum kisse darr rahe ho
Lekin hum samajh nahi pa rahe tum kisse darr rahe ho
Zamana to bus bolne k liye bana hai
Hume yeh rishta ab aazmana hai
Hume yeh rishta ab aazmana hai
Rishte ki ye dor na zor pe ho kabhi
Jitna zor hoga utne jaldi tutega bhi
Jitna zor hoga utne jaldi tutega bhi
Zarre zarre me ho rishte ki gehrai
hum dono ne koi baat na hai chupai
hum dono ne koi baat na hai chupai
Kal kisi ne nahi dekha
Lekin kal ka soch k he aaj maine ye hai likha
F.R.I.E.N.D.S
Kuch baate bhuli hui,
Kuch pal beete hue,
Kuch pal beete hue,
wo sabki tang khichna,
har waqt muskurana,
har waqt muskurana,
dosto k gum me shaamil hona,
aur saath he saaree khushiya baatna,
aur saath he saaree khushiya baatna,
kabhi jhagda karna,
phir samajkar ek dusre ko manana,
phir samajkar ek dusre ko manana,
waqt mile to padhai k liye sochna,
peeche baith class mein teachers pe comments karna,
peeche baith class mein teachers pe comments karna,
exam ki puri raat jagna,
notes na hone par xerox lana,
notes na hone par xerox lana,
padhai na hone par pharrre banana,
fhir bhi question dekh kar sir khujlana,
fhir bhi question dekh kar sir khujlana,
mauka mile na mile class bunk karna,
fhir kamino k saath coffee pine ya picture dekhne jana,
fhir kamino k saath coffee pine ya picture dekhne jana,
uski ek jhalak dekhne college jana,
dekhte dekhte attendance bhulna,
dekhte dekhte attendance bhulna,
kar pal ek naya sapna,
aaj pooja kal koi duja,
aaj pooja kal koi duja,
result dekh k kabhi khushi kabhi gum k aansoo aana,
jis rishte me thanks aur sorry ka na hona,
jis rishte me thanks aur sorry ka na hona,
jee bhar k jee lo jindagi yaha,
kal dost na jane ho kaha,
kal dost na jane ho kaha,
fhirr bhi dil ki rahegi ek he awaaz,
Ae mere dost rehna hamesha saath.
Ae mere dost rehna hamesha saath.
Dhadkan
Ye meri har saans aur awaaz keh rahi shukriya
Jo din aapne hai aaj mujhe diya
Jo din aapne hai aaj mujhe diya
Silsila humne hai ye jo shuru kia
Bus ek pyaar ki thi kami jise aapne hai pura kia
Bus ek pyaar ki thi kami jise aapne hai pura kia
Har waqt jo awaz mere dil se uthi hai
kehti baar baar maine aap he se pyaar kia.
.
.
Raahein
Ye rahein na hain asaan,
Ye rahein na hain samaan,
Disha-heen na ho aisa,
Jasba kuch hain waisa,
Jasba kuch hain waisa,
Chalte chalte ab in pe kuch aisa kar jae,
Manjil khud hain humne apne paas bulaye,
Manjil khud hain humne apne paas bulaye,
Choti pe pohachkar bhi,
Bhoole na wo kannto ka ehsaas,
Bhoole na wo kannto ka ehsaas,
Unchai yaad dilaye,
Dard ki gehri awaaz,
Dard ki gehri awaaz,
Shikhar se jabhi neeche dekha,
Dikhai aaya ek haseen nazara,
Dikhai aaya ek haseen nazara,
Jise humne kaanto se seech,
Phoolo ka hain banaya.
Apne dil me hume shaamil karna
Kehta hoon humse tum pyaar karna,
Apne dil me hume shaamil karna
Pyaar karke kabhi na tum ruthna,
Ruth k bhi pyaar karna na bhool na
Apne dil me hume shaamil karna
Pyaar karke kabhi na tum ruthna,
Ruth k bhi pyaar karna na bhool na
Dil hamesha hum pe qurbaan karna,
Pyaar se ek baar yaad karna
Paoge tum hume apne paas me,
Hume apne dil me hamesha basoge
Pyaar se ek baar yaad karna
Paoge tum hume apne paas me,
Hume apne dil me hamesha basoge
Pyaar karke kabhi na tum ruthna,
Ruth k bhi pyaar karna na bhool na
Ruth k bhi pyaar karna na bhool na
Ye pyaar he hai tumhe samjhaenge hum,
Aksar tumhari yaado me rahenge hum
Yaado me tum hamari aao,
Kabhi hume bhi apne paas bulao
Aksar tumhari yaado me rahenge hum
Yaado me tum hamari aao,
Kabhi hume bhi apne paas bulao
Tum ab humse ruthna chod do,
Pyaar k do meethe bol humse bol lo
Apne dil me hume shaamil kar lo,
Thoda sa pyaar abh humse kar lo
Pyaar k do meethe bol humse bol lo
Apne dil me hume shaamil kar lo,
Thoda sa pyaar abh humse kar lo
Pyaar se hume tum yaad rakhna,
Apne dil me hume shaamil karna
Door hum se tum jaoge kaha,
Jakar bhi hume bhool paoge kaha
Apne dil me hume shaamil karna
Door hum se tum jaoge kaha,
Jakar bhi hume bhool paoge kaha
Door jakar hume yaad rakhna,
Yaado ko hamari apne dil me rakhna
Kehta hoon dil se pyaar karna,
Door jakar bhi hume yaad rakhna
Yaado ko hamari apne dil me rakhna
Kehta hoon dil se pyaar karna,
Door jakar bhi hume yaad rakhna
Pyaar se tum socho ye hain kehna
Jawab apna tum hume dena,
Pyaar tumhe karte hain itna kehna,
Apne dil me hume shaamil karna…..
Jawab apna tum hume dena,
Pyaar tumhe karte hain itna kehna,
Apne dil me hume shaamil karna…..
No comments:
Post a Comment